Dekha palat k usne
k hasrat usay bhi thi
Main jis pe mitt gaya tha
mohabbat usay bhi thi
...
Chup ho gaya tha dekh
ker wo bhi ider udher
Dunya se meri terha
shikayat usay bhi thi
Ye soch ker andherey
gale se lagaye
Raato'n ko jaagne ki
aadat usay bhi thi
Wo ro dia mujh ko
pareshan dekh ker
Us din raaz khula k meri
zarurt usay bhi thi
Un patharo'n k saath
nibhaani parii usay
Jin se faqt mujhy nahi
nafrat usay bhi thi
k hasrat usay bhi thi
Main jis pe mitt gaya tha
mohabbat usay bhi thi
...
Chup ho gaya tha dekh
ker wo bhi ider udher
Dunya se meri terha
shikayat usay bhi thi
Ye soch ker andherey
gale se lagaye
Raato'n ko jaagne ki
aadat usay bhi thi
Wo ro dia mujh ko
pareshan dekh ker
Us din raaz khula k meri
zarurt usay bhi thi
Un patharo'n k saath
nibhaani parii usay
Jin se faqt mujhy nahi
nafrat usay bhi thi
No comments:
Post a Comment