Ajnabi hai toh mere zehan mein rehta q hai
woh jo pathar hai toh sheeshon ka maseeha q hai
woh hawa hai toh guzer jaye hawaon ki tarhan
woh samunder hai toh thehra rahe behta q hai
mere angan mein nahi koi umeedon ka gulab
phir yeh mausam mere angan mein utarta q hai
jiske chehre pe saji jhooth ki tehreerein hain
Dil Usi shakhs k waadon se behelta q hai
yeh mera dil yeh masoom yeh anjaan sa dil
phir najane q uske naam se dharakta q hai

No comments:
Post a Comment