main yeh soch kar usske dar se tha tha
ki vo rok legi mana legi mujhko
hawaon mein leharata aata tha daaman
ki daaman pakad kar bitha legi mujhko
kadam aise andaz se uth rahe thy
ki awaaz de kar bula legi mujhko
ki ussne roka na mujhko manaya
na daman hi pakada, na mujhko bithaya
.
na aawaz hi di na mujhko bulaya.
na aawaz hi di na mujhko bulaya.
main ahista ahista badhta hi aaya
No comments:
Post a Comment